Monday, May 2, 2016

Motapa Kaise Ghataye Hindi Me Motapa Kam Karne Ke Liye Medicine In Hindi Motapa Kam Karne Ka Tarika Urdu Me

Motapa Kam Karne Ke Upay Hindi Me Bataye Motapa Kam Karne Ke Liye Gharelu Upay In Hindi


Motapa Khatam Karne Ka Tarika Urdu Motapa Kaise Kam Kare In Hindi

(Motapay ka 100% Yaqeeni ilaj)


Motapa Ghatane Ke Gharelu Nuskhe

Motapay Ki Tareef:-

Jadeed Tib ke mutabiq agar shakhs ka wazan uski umar aur Qad ke lehaz se 10kg ziyada hai, to ye shakhs mota kehlata hai.

Motapay Ka Hona:-

Motape Se Mukti Ke Upay In Hindi

Ghiza jo hum khaate hain bunyaadi tor par proteins (lamhiyat), nishaasta (carbohydrates), Chiknai (fats),paani (water) aur namkiyat (salts) par mushtamil hoti hai.Hamara medaa is khoraak ko chotay chotay ajza mein taqseem (divide) kar deta hai.ye ghiza medaa se aanton mein jaati hai,aur aanton mein nishaasta aur Chiknai ka keemiyai (chemically) hazam Shuroo hota hai.Aanton se ye ajza jigar mein jaate hain.Jahaan par inka keemiyai hazam (istehala) Shuroo hota hai.Yaani jigar proteins ko torr kar amino acids mein tabdeel karta hai.Aur Chiknai ko Fatty acids mein tabdeel karta hai.nishaasta ko torr kar glucose mein tabdeel karta hai, aur extra glucose ko glycogen mein tabdeel kar ke zakheera (store) kar leta hai.Lekin baar baar aur be waqt khaane,kisi jaraseemi choot (infection) ya jigar ki kharaabi ki wajah se ye tmaam kaam motaasir ho jaate hain.Yaani zaiyd (extra) Chiknai jis par jigar apna kaam nahi kar sakaa woh khoon mein shaamil hoti rehti hai.Aur ye Chiknai ke zarraat (particles) jild ke neechay jamaa ho kar charbi ki teh banatay rehtay hain.Jis ki wajah se motapay mein izafaa (increase) hota jaata hai.

Motapay Ke Asbaab aur Wajuhat:-




Motapay ke sab se baray aur ehum asbaab mein, bila zaroorat, be waqt aur baar baar khana,mukhtalif ghizaon ki calories ki malumaat na hona. Araam aur asayesh (luxurious life) ki zindagi guzar na,warzish na karna, khaane ke sath ziyada se ziyada paani peena, khaana khaate hi so jana, tambaku noshi aur apne aap par tawajjuh(care) na dena hain.
motapay ki Aik wajah Harmon's ki kami aur zayadti bhi hai.jiski tashkhees(medication) aik qualified doctor ya tabib in Harmon's ke test ke zariye hi kar sakta hai.
Hamaray muashray(society) mein khud tashkhees kar ke dawa istemaal karne (self medication) ka riwaaj barhta Ja raha hai.Jiska natija waqt aur paise ki barbaadi ke elawa kuch nahi nikalta.Aur aisay log sazaa ke tor par blood pressure, imraaz e jigar, aur gurday ke mohlak marz ka shikaar ho jaate hain.

Motapa Kam Karne Wala Khana Motapa Ghatane Ke Gharelu Upay

Weight Ghatane Ke Tarike

Hum aapke liye aik aisa  nuskha le kar aaye hain jis ko hum ne aisay marizon par istemaal kiya jo k bilkul mayoos aur dawaon (medicines) se nafrat karte thay. Lekin jab in marazion ne ye dawa istemaal ki to chund (few weeks) haftay mein motapa, jismani kamzori aur joron ke dard (joints pain) se azad aur sehat mand ho gaye.
is nuskhe se aur bhi bohat se faiday huwe.maslan uss dawa se Bawaseer ki bimari mein bhi faida hota hai.Iske elawa daaemi (permanently) nazlaa aur zukaam mein bhi ye bohat mofeed tonic hai.

Jaldi Motapa Ghatane Ke Upay Motape Se Kaise Bache?


Motapay Ka ilaj:-


  1. Maithray Ke Beej (jo achaar mein hotay hain)
  2. Kalonji (Fennel Flower)
  3. Sabz Chai(Green Tea)
  4. isabgol ka chilka

(Psyllium)
Hamozan bareek kar ke Aadhi chamuch (half spoon) ye dawa(medicine) din mein 4 baar (4 times) kuch maheenay (few months) istemaal karne se motapa jaldi khatm ho jaye ga.(insha Allah) 

No comments:

Post a Comment